Teri dosti nay hamain bahoot kuch sikha diya,
meri khamosh dunya ko
jaisay hamsa diya, Karazdaar hoon os khuda ka
main jis nay aap jaisy Dost say
mila diya.
kisi nay jab b wafaoon ki baat ki hoo gi teri
nigah mujay Dhondti
Rahi hoo gi, Teray salook say shikwa nahi Khuda
ki kasam Meray Khaloos main
shaid koi kami hoo gi