Gam ek jahar hain phir bhi piye jata hun
main.raat ki tanhayee ko
aawaj diye jata hun main.mujhe to maloom nahi
par log kahte hain soye soye bhi
tera naam liye jata hun main.
Tanhai mein waqt barbad kiya karte hai, hum har
din har pal tumhe
Yaad kiya karte hai, main nahi jaanta ghar wale
batate hai, hum nind mein bhi
tera nam liya karte hai
Na koi kissi ke pass hota hai na koi kissi se
door hota hai
Pyar khud chal ke aata hai jab koi kissi ke
naseeb mein hota hai
Kissi ne dil ko is kadar chu liya ke hum kissi
our ko chu na sake
Hum to chale the aap ko dost banane mager aap to
dhadkan bante chale gaye